H मेहफुझ – पलाश सेन

Album : Mehfuz
Lyrics and Voice : Dr. Palash Sen
Music : Euphoria

Zindagi hai dhuan to kya
Bujh gayi har subah to kya
Rootha mujhse khuda to kya
Ho gaye hum juda to kya

Faasle they hazaaron darmiyan,
Waqt ke they hazaaron imtehaan

Fir bhi ban ke nishaan,
Tere honthon ke kisi kone mein,
Hansi ke tarah, main mehfuz hoon

Teri aankhon ke chipe dard mein
Aansoo ki tarah, main mehfuz hoon

Bewajah har wajah to kya
Begunah hi hai gunaah to kya
Beasar hai dua to kya
Ho gaye hum juda to kya

Raaz gehre hazaron bepanah
Lafz thahare hazaaron bejubaan

Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthe ke kisi kone mein
Hansi ki tarah, main mehfuz hoon

Tere gesu ke ude pannon mein
Yaadon ki tarah….

main mehfuz hoon
Teri aankhon mein…
Mehfuz hoon
Teri yaadon mein…
Mehfuz hoon
Teri baaton mein…
Mehfuz hoon
Tere baalon mein…

Faasle the hazaron darmiyaan
Waqt ki thi hazaron aandhiyan

Fir bhi ban ke nishaan
Tere honthon ke kisi kone mein
Hansi ke tarah, main mehfuz hoon

Tere kaandhe ke chipe til mein
Vaadon ki tarah, main mehfuz hoon..

8 replies on “H मेहफुझ – पलाश सेन”

  1. Faasle the hazaron darmiyaan
    Waqt ki thi hazaron aandhiyan

    Fir bhi ban ke nishaan
    Tere honthon ke kisi kone mein
    Hansi ke tarah, main mehfuz hoon

    વાહ આનાથી વિશેષ શુ કહી શકાય?

  2. Zindagi hai dhuan to kya
    Bujh gayi har subah to kya
    Rootha mujhse khuda to kya
    Ho gaye hum juda to kya… Thanks Jayshree for introduce the precious gem to us.

  3. સરસ ખુબ મઝા આવિ આ ગઝલ સાભળિ ને ,તમરો આ અવિરત પ્રયાસ ચાલુ રહે અને લોકો ને ખુબ ગમે અએજ આશા ,

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *